Saturday, November 15, 2014

Sita ke Ram Radha ke Shyam


Sita ke Ram, Radha ke Shyam,
Meera ke Girdhar nagar, suur ke ganashyam




Mehelo ka sukh chor siya na, Ram ka saat nibhaaya
Lakshmi nay dhar roop siya ka, jag ka paap mitaaya
Banah deeya kaa is dharti ko, Ram bhakti kaa dhaam…

Radha nay shri Shyam sundar sangh, aisa raas rachaaya
Teen loak may Shyaam aur Radha kaa roop samaaya
Koti koti bhakto ke mukhpar, Radeshyam ka naam…



Meera nay mehelo ki chooti, mahima ko tukraaya
Tore jagat kay bhandan apnay, girdhar ko apanay
Prem diwani Meera to kar tay hai bhakta pranaam…



Seeta Radha aur Meera kay, sabsay nyaare swamie
Sab say nyaare sab kay pyare, swami antar yami
Sada banaya kartay prabhuji, sab kay bigray kaam…

Dl: http://lq.jatt.desi/cdn4/70114f2c859246f3393dc3a4be4df4c3/zmkav/Sita_Ke_Ram-(Jatt.fm).mp3




No comments:

Post a Comment